पोलः दिल्ली में भीषण प्रदूषण से बचने के लिए आपके पास क्या विकल्प हैं, सबको बताएं

2 Comments

  • BRIJESH KUMAR - 7 years ago

    Hume apne aur apne parivar k liye abi se polution se ladna parega
    Polution hamare jivan 1/4 kam kar diya
    Ese bachne ke liye hame polution par dohara var karna hoga
    Pahala var to hame har saal 50000 ped (tree) lagana chaiye or unko dekhne ke liya kuch log bhi sarkar niyukt kare
    Dusra var polution ko control kar ke Esme hame sarkar se yah notice nekale
    Ki Jo koi polution karte pakda gaya uspar 5000 rupess ka chalan kata jaye or wale ko 3000 rupess mile
    Odd even lago ho
    15 saal ki koi bhi gadi band kar diya jaye
    Electrical gadi ko low cost kar Dina chaiye

    Har vakti ko apne jimwari samajna chaiye

    Ese har vakti ki jivan 10 saal aur bar jayge
    Jitna hospital bimar logo ko ilaj karne me rupess lagta hai utna bimar polution control karne me lage to log bimar nahi
    Hope

    JAI HIND JAI BHARAT

    ESE PADE AUR APNE PAR AMAL KARE

    THANKYOU

  • happy - 7 years ago

    dipawali dipon ka tyohar h bomb or sor sarabon ka nhi..sal dar sal ye air pollution badhta jayega or badhta ja rha h..baki samjhdar ko isara kafi.

Leave a Comment

0/4000 chars


Submit Comment