क्या भ्रष्टाचार के आरोपों से घिरे कलमाड़ी, राजा और कनीमोरी को संसदीय समितियों में शामिल करना अनुचित है?

6 Comments

  • JASKARAN - 12 years ago

    EK TO HOTA HAI KI AAROP, OR EK AAROP SABBIT HO JANA. AGAR BHRISTACHAR KA AAROP SABIT HO JAYE TO AISA KRNE WALE KO SKHAT SJA BHI HO OR USE USKE PD SE HTYAYA BHI JANA CHAHIYE. TAKI KI HR KISI KO AISA DAR HO KI AGAR VO BHI AISA KAAM KRTA HAI TO USE BHI SJA HOGI. ISSE BHRISTACHAR KHATAM HOGA. OR AARTHIK TRAKKI BHI HOGI..

  • Shalendra - 12 years ago

    SOniya ji, Manmohan ji are inki hi jebe bharege ya public ka bhi sochege , Bhai congress ka nara lagta hai " Apna kam banta , bhad main jaye janta " .

  • Mukesh - 12 years ago

    Ye Desh ke Gaddaro ko Kabhi bhi Sansad ki sidhiya par nahi chadne dena chahiye.
    Hamare Sambidhan me Aisa Niyam Hona Chahiye ki Mantri Agar Kisi Bhi Ghotala Ya case Me Doshi paya jaye to Usse Kabhi bhi koi Election Nahi Ladne Diya Jaye.

    But Ye Possible nahi Ho Shakta Hai

    \Wo Kahte hai Na Chor Chor Mausare Bhai......

  • SUMIT KUMAR - 12 years ago

    CHORO KE LIYE JAIL HAI NA KI SANSADIA SAMITI.

    MAIN TO KAHUNGA KI JIS TARAH IAS/IPS BANNE KE LIYE AGNI PARICHA DENI PARTI HAI USI TARAH MINISTER BANNE KE LIYE BHI DENA PADE.

    AUR INDAI ME YE KYA TAMASA BANNA HUA HIA KI GRUP D KA EMPLOYEE 10th PASS HONA CHIYE AUR DESH KO CHALNE WALA ANGUTHA CHAP BHI CHELEGA.

    KMINO NE GANDHI KE ARMANO KI HATTYA KAR .
    JAB KAMINO KE MAA-BAAP BRITISH RULER SE LADE HONGE TO KYA SOCHA HO KI MERE BACHO KO GULAMI NHI KARNI PAREGI , AGAR MAA KO PATTA HOTA KI MERE KOKH ME AESI AULAD PAL RHI HAI TO MAA TO JITE JI MAR JATI.

    KAL GAROO SE LUTE AAJ APNE LUTRHE HAI, BAS FARK ITNA HAI GARO SE LAR LIYA, PAR APNE SE NA KUCH KEH RHE HAI.

    SOCHTA HUN KISE KHUN AUR KYA KAHUN KAL ANGRAGE GORE THE AAJ KALE BHI ANGRAGE BAN RHE HAI.

  • Amit - 12 years ago

    Abhi bhi sochna hai kya?

  • ashok - 12 years ago

    kalmadi A raja kanimozi ko fir se bula liya chor hai sonia rahul and kathputali hai manmohan thikar hai thikar hai congresh ko

Leave a Comment

0/4000 chars


Submit Comment