क्या आपको लगता है कि सशक्त विपक्ष के रूप में टीम केजरीवाल भाजपा पर भारी पड़ रही है?

10 Comments

  • atul - 12 years ago

    it is absolutely right that shri arvind kejriwl is strong opposition than bjp. if shri anna hajare ki team bhi arvind ji ka sath deti too possibly 2014 k election me arvind ji sarkar me ek important role play kr sakte the. but abhi desh ki only 10% janta hi arvind ji k sath hai. abhi raah bahut kathin hai.

  • devendra - 12 years ago

    han BJP ke pas koi mudda hai nahi bolne ke liye, BJP and Conress both are same. agar vipaksh chahe to koi ghotala ho hi sakta

  • mukesh kumar - 12 years ago

    par apni bhasha par control rakhe to acha hoga

  • Rahul Mittal - 12 years ago

    yes

  • IBRAHIM KHAN - 12 years ago

    india's people give more chance to congress and bjp. now we have to give a chance to kejriwal party what he can do......if bjp came in power in 2014 bjp cant send currpt minister to jail.....becouse cong save bjp minister and bjp save cong minister......

  • bhupender singh - 12 years ago

    mr.Arvind Kajriwal is the next p.m of India

  • ved prakash yadav - 12 years ago

    Congress is totaly corrupted and now his next target is destorying the India.
    from last one year congress is doing scam by scam without fearing of public and no effects of public recations on them(congress), because all congress leaders are involved in all these scams.

    But indian public is also not so fool, in coming election 2013-14 congress will finish.
    and sonia gandhi will have to go back his country Italy.and with her all indian poltician pet dogs will finish.after then India will groth by groth by Lokpal bill , which will be act in the government of mr. Arvind Kejrewal. Mr Kejrewal is the next P.M of India.

  • shyam - 12 years ago

    isame koi do ray nahi ki abhi ke samay me kejariwal sabse sakchham imandar aur mehanati neta ke roop me ubhar rahen hai, unki kaabiliyat par kisi ko shak nahi hai, mai khud unhe bahut pasand karta hoon, mai bhajapa ka supporter raha hoon, lekin samasya bahut badi hai ki vote ko apane paarti me kaise convert karrenge hamaare desh me netaon se jyaada voter ki samasya rahi hai jo jhat se tabdil nahi hote hai, bhajapa aur congress dono ke apane apane vote bank hai, jo voter idhar udhar hote hai wo 10% se jyada nahi hote hai aise men to sidhaa laabh congress ko mil jaayega jo ki ek khatarnak bhul hogi, mera ek hi sujhaw hai ki kejariwal ya to 2019 ke election me puri taiyari se aawen ya phir bhajapa ke sath milkar cunaw lade.

  • pankaj pandey - 12 years ago

    curaption aaj desh ki main samsya hai .jisse desh ki arthbyvastha khrab ho rahi hai es halat me kejariwal ji jo bhi curption show ker rahe esseme janta ko aane vaale time me ek good faisla lena hoga jo desh ko vikas ki rah per le jaaneka sahash rakhta ho uska sath dena hoga.

  • Nitish kumar - 12 years ago

    2009 me congress ke waapsi ke baad hi congress ke khilaf kai tarah ke aandolan kai logo dwara chalaya gaya, sabhi ne her mamle me kewal or kewal congress per hi nishana banaya, jiska seedha faydha bjp ko pahuchaya gaya. kejriwal jante hai ki bhartiya rajniti ka kendrabindu gandhi-nehru pariwar hai isliye unhone bhi apni rajnitik carrier ko majboot kerne ke liye seedhe robert wadra pe hi hamla bola, in aandolno se unhe kaphi lokpriyata hasil hui hai.......

Leave a Comment

0/4000 chars


Submit Comment